Kya keheti hai yeh barasti boonde...
Kya batlati hai yeh madhosh havaye...
Masum dil issi mausam mein us cheez ko dhoonde...
Jisse dadake hai jiya aur saanse chalti chalaye...
Kya keheti hai yeh chanchal havaye...
Kya batalata hai yeh neela gagan...
Pyar se khil uthi yeh madmast ghataye...
Issi bhavna mein jhum uthe yeh sundar nayan...
Jhulte hue samandar ki vo lehere...
Ya suneheri aawaz mein gaate hue vo panchi...
Issi ghata ko sunte hue ek pal ke liye saase thehere...
Kya ho sakti hai bahar kabhi isse achi???
Iss madhost mausam mein hum pyaar ki rah par chale...
Aur bhavnaye dil se juban aur kalam se nikle...
Kaho chahe jitna iss dil ko sambhalne...
Yeh dil, fir se, mohobbat ki taraf hi phisle...

Regards,
Abhijeet (Gladi).
Abhijeet (Gladi).
· Current Music: Dil sambhal ja zara...phir mohobbat karne chala hai tu...
Current Mood: Rocking
No comments:
Post a Comment